एक उद्देश्य का वर्चस्व
भाग कर थकना नही चाहती मैं हर उद्देश्यों की प्राप्ति के लिए !
साधन को जुटाना नही चाहती मैं हर उद्देश्यों की प्राप्ति के लिए !
सभी प्रेरक से प्रेरणा पाना नही चाहती मैं हर उद्देश्यों की प्राप्ति के लिए !
कर्तव्यों में परिपूर्ण होना नही चाहती मैं हर उद्देश्यों की प्राप्ति के लिए !
सभी मार्ग में प्रशस्त होना नही चाहती मैं हर उद्देश्यों की प्राप्ति के लिए !
मन में लगन को निर्मित करना नही चाहती मैं हर उद्देश्यों की प्राप्ति के लिए !
सभी विचारो में विलीन होना नही चाहती मैं हर उद्देश्यों की प्राप्ति के लिए !
सभी समस्याओं का हल खोजना नही चाहती मैं हर उद्देश्यों की प्राप्ति के लिए !
जीवन को सार्थक बनाना चाहती हूँ मैं सिर्फ़ एक लक्ष्य की प्राप्ति के लिए !
जीवन की सर्वोत्तम यात्रा करना चाहती हूँ मैं सिर्फ़ एक लक्ष्य की प्राप्ति के लिए !
प्रतिष्ठा का आनंद लेना चाहती हूँ मैं सिर्फ़ एक लक्ष्य की प्राप्ति के लिए !
एक उद्देश्य का वर्चस्व चाहती हूँ मैं सिर्फ़ एक लक्ष्य की प्राप्ति के लिए...!!!
Ek Uddeshya Ka Varchasv
Bhaag Kar Thakna Nahi Chahti Mein Har Uddeshyo Ki Prapti Ke Liye ! Sadhan Ko Jutana Nahi Chahti Mein Har Uddeshyo Ki Prapti Ke Liye !
Sabhi Prerak Se Prerna Pana Nahi Chahti Mein Har Uddeshyo Ki Prapti Ke Liye !
Kartavyo Mein Paripurn Hona Nahi Chahti Mein Har Uddeshyo Ki Prapti Ke Liye !
Sabhi Marg Mein Prashst Hona Nahi Chahti Mein Har Uddeshyo Ki Prapti Ke Liye !
Man Mein Lagan Ko Nirmit Karna Nahi Chahti Mein Har Uddeshyo Ki Prapti Ke Liye !
Sabhi Vicharo Mein Vileen Hona Nahi Chahti Mein Har Uddeshyo Ki Prapti Ke Liye !
Sabhi Samasyao Ka Hal Khojna Nahi Chahti Mein Har Uddeshyo Ki Prapti Ke Liye !
Jeevan Ko Sarthak Banana Chahti Hu Mein Sirf Ek Lakshay Ki Prapti Ke Liye !
Jeevan Ki Sarvottam Yatra Karna Chahti Hu Mein Sirf Ek Lakshay Ki Prapti Ke Liye !
Pratishtha Ka Anand Lena Chahti Hu Mein Sirf Ek Lakshay Ki Prapti Ke Liye !
Ek Uddeshya Ka Varchasv Chahti Hu Mein Sirf Ek Lakshay Ki Prapti Ke Liye...!!!
Also Read This Poetry :
2 Comments
बहुत अच्छा 🙏🏻🙏🏻
ReplyDeletebeautiful
ReplyDelete